Shio ki Qisme
Pahli qism : Woh log jo dil ki gahraiyon se hum ahlebait se muhabbat karte hain aur ita’ate khuda karte hain. Woh hum me se hain.
Doosri qism : Woh log jinki zeenat hamari wajah se hai aur hum unhi ke liye zeenat hote hai jo hame wajhe zeenat banaye.
Teesri qism : Woh log jo hamare nam par logo ki daulat khate hain aur hame apni daramad ka zariya banate hain aur hamare zikr ko zariya-e-maash banate hain.
— Hazrat Imam Jafar Sadiq (as) ( Al Khesal, Sheikh Saduq, Jild 1 , Safa 103 )
Leave a Reply